Aadhar Card India ke logo ke liye ek pehchan patra hai , for example Ration card, Pan card, Voter ID, Driving License etc. Par Aadhar card in sbse upar hai Kyunki yeh ek bhartiye hone ka saboot hai. Ab jinhon eise nahi bnwaya to aap iske online apply kr skte ho. Online apply krne ke liye kya jrurui documents hone chahiye vo apko is article me mil jayenge or jo apna aadhar card update krna chahte hai jais ki name , address, Mobile Number, Date of Birth change krwana chahte hai ya aapne Aadhar card ko voter id ke sath , Mobile number and Pan Card ke sath link krwana chahte ho to is blog ko detail me padiye.
Ye sare proof hone chahiye agr aap Aadhar Card ke liye apply kr rhe ho apne nazdik aadhar card Center me.
Online Aadhar card apply krne ke liye ap thoda sa confuse ho skte ho . par ap confuse mat ho isliye ap apne nazdik Suvidha kendra or Aadhar Card enrollment Center visit kar skte ho or wha pe aap aadahr card ke liye easily apply kr skte ho.
Agar apko apna Aadhar card Center nhi pta hai to is link pe https://appointments.uidai.gov.in/EACenterSearch.aspx?value=1 jaiye or niche diye gye screenshot ko dekhe or link open krne ke baad usko fill kre apko asani se apna aadhar card center near me ka pta chl jayega.
Aadhar Card Login krne ke baad aap kisi bhi trah ki Aadhar card me correction chahte ho to is link par Jaye https://ssup.uidai.gov.in/ssup/login.html or
Apna Aadhar Number and Captcha Verification code fill up krey.
jaise ki maine apko upr wake heading me address change krne ka btaya same process Mobile Number or verify krwane ka hai Aadhar card se . Don’t be confused.
Aadhar card app ke jariye aap apni profile bna skte ho maadhar app me. ye kafi aasan process hai . Download the maadhar app from Google Play Store se
mobile Link open krne ke baad apna registered mobile number fill kre or OTP fill krey. is trah se app maadhar app pe apni profile registered kr skte ho.
1.Regular Aadhar
2. Masked Aadhar
This post was published on January 11, 2021 10:11 am
This website uses cookies.
View Comments