Yadi aap kendra sarkaar dwaara chalai ja rahi PM Kisan Samman Nidhi Yojana ke liye online apply karna chahte ho to aap badi aasaani se online aavedan kar sakate hain. Iske liye aapko ya to apne nearest csc center mein jana hoga jaha se aap online aavedan kar sakte hain. Aap sari details is site pe pa skte ho pm kisan gov in.
CSC farmer apna self registration yha se dekh skte hai –>
Apna janne ke liye yha pr click krey or apna Aadhar Number bhrey.
Agar PM Kisan Samman Nidhi Yojana Application Form fill krte time wrong Bank Account number daal diya hai. To Aap Kisan jan seva kendra(किसान जन सेवा केंद्र) यानि csc se apna bank account Number correct krwa skte hai.
Abhi ke samaye me Padhanmantri Kisan Samman Nidhi ka benefit paane ke liye Aadhar Card ka bank se link hona jaroori hai.
Padhanmantri Kisan Samman Nidhi Yojana bhaarat sarakar ki ek pahal hai. Jis me 12 crore chote kisaan jin ke paas 2 hectares (4.9 ekad) se kam bhoomi hai. Unhe sahaayata ke roop mein every year Rs 6 thousand tak diya jayega. Feb 1st, 2019 ko Bharat ke 2019 Antrim kendreey Budget me Piyush goyal dwara is yojana ki announcement ki gayi thi. Es yojana ki laagat every Year Rs. 75,000 crore hogi aur yah 1st Dec 2018 se implement hogi. Every year sabhi eligible kisano ko ₹ 6,000 3 installment mein paise diye jayege aur sidhe unke bank Account mein deposit kiye jaege. Magr is saal August-November ke mahine me kisano ko PM Kisan yojana ke tehat 2000 rashi dene ka Elan kiya gya hai . Jaada Jaankari ke liye login krey pm kisan gov in webite.
PM Kisan se milti julti ek or yojana hai jo Kalia Yojana ke nam se jaani jaati hai is yojana ka labh kisan kai saalo se le rhe hai. ye Yojana Odisha me chl rhi hai. Agr ap odisha ke niwasi ho ap is yojana ka labh bhi le skte ho.
Agar ap koi b editing ya koi or information Barna chahte ho to ap yha se Self Register farmer details pr jakr editing kr skte ho.
Agar aap PM Kisan Samman Nidhi Yojana ki list dekhna cahte hai to aap ko niche diye gye steps ko follow krna hoga
For Padhanmantri Kisan List 2020: Click Here
Jaisa ki ap jante ho ki PM-Kisan ke liye 10.82 Crore Beneficiaries ke name par mojud hai jo ki har saal is Yojana ka labh uthate hai. Yeh Yojana India ke 26 States me chal rhi hai. Is bar 8.5 crore Kisano ko PM Kisan 6th installment me 1700 crore ka labh diya gya hai.
Note : PM–Kisan ke loan ke liye ye form download krey or ap asani se Loan le skte ho
Agar aap ko kissi bhi trah ki preshaani ka samna kr rhe hai to aap comment krke btaaye.
This post was published on January 19, 2021 8:00 am
This website uses cookies.
View Comments